Jis Ka Dar Tha Mujhe Maloom para Logon Se - Tehzeeb Hafi Best Poem

Tehzeeb Hafi Urdu Poem Jis ka dar tha mujhe maloom para logon se. Tehzeeb Hafi Poetry is most famous among young generation, younger students who love to read romantic, love and sad ghazal, 2 lines poetry and shayari. Tehzeeb Hafi poetry allow the readers to express their inner heart feelings with anyone you love. 

Jis ka dar tha mujhe tehzeeb hafi


Here u can read the best and famous poetry of Tehzeeb Hafi, ghazal new, 2 lines poetry and ghazal shayari. Jis ka dar tha mujhe maloom para logon se is a latest Ghazal of Tehzeeb Hafi and it's viral on social medias. U can copy just these poetry text and share with love one's. 

Jis ka dar tha mujhe tehzeeb hafi
Tehzeeb Hafi


جس کا ڈر تھا مجھے معلوم پڑا لوگوں سے
پھر وہ خوش بخت پلٹ آیا تیری زندگی میں 
جس کےجانے پہ یہ تُو نے مجھے جگہ دی دل میں
میری قسمت میں ہی جب خالی جگہ لکھی تھی
تجھ سے شکوہ بھی اگر کرتا تو کیسے کرتا؟ 

Jis ka dar tha mujhe maloom para logon se
Phr wo khush bakht palat aya teri zindagi me
Jis me jany Pa ye tu mujhe jaga di thi
Meri qismat me hi jab khali jaga likhi thi
Yujhse shikwa bhi agr karta to kaise karta? 

میں وہ سبزہ تھا جسے روند دیا جاتا ہے
میں وہ جنگل تھا جسے کاٹ دیا جاتاہے
میں وہ در تھا جسے دستک کی کمی کھاتی ہے
میں وہ منزل تھا جہاں ٹوٹی سڑک جاتی ہے
میں وہ گھر تھا جسے آباد نہیں کرتا کوئی
میں تو وہ تھا کہ جسے یاد نہیں کرتا کوئی

Main wo sabza tha jisy rond diya jata hai
Main wo jangal tha jisy kaat diya jata hai
Main wo dar tha jisy dastak ki kami khati hai
Main wo manzil tha jisy tooti sarak jati hai
Main wo ghar tha jisy abad nahi karta koi
Main to wo tha jisy yad nahi karta koi 

خیر اِس بات کو تُو چھوڑ بتا کیسی ہے؟ 
تُو نے چاہا تھا جسے وہ تیرے نزدیک تو ہے؟ 
کونسے غم نے تجھے چاٹ لیا اندر سے ؟
آج کل پھر سے چپ رہتی ہو سب ٹھیک تو ہے؟ 

Khair is baat ko tu chor bata kaisi hai? 
Tu Ne chaha tha jisy wo tere nazdeek to hai? 
Konse gham ne tujhe chaat liya andar se? 
Ajj kal phr se chup rehti ho sab theek to hai? 



♥More Poetry Of Tehzeeb Hafi♥





Post a Comment

0 Comments